Ooh La La
chutki jo tune kaati hai jori se kaati hai yahan wahan
ruthi hoon main tujhse ruthi hoon mujhe mana le na o jaan-e-jaan
chedenge hum tujhko ladki tu hai badi bumbaat
ooh la la ooh la la ooh la la ooh la la tu hai meri fantasy
chu na na chu na na chu na na chu na na ab main jawan ho gayi
arrey arrey arrey
ooh la la ooh la la ooh la la ooh la la tu hai meri fantasy
chu na na chu na na chu na na chu na na ab main jawan ho gayi
haan aha .....
(haan chua jo tune toh dil ne maari siti
de de inn gaalon pe ek pappi mithi mithi) - 2
yovan tera saavan bhara bhig gaya dil yeh mera
aaha tune hi barsaat karaayi
kya kare yeh yowan bechara bechara bechara
ooh la la ooh la la ooh la la ooh la la
tu hai meri fantasy
chu na na chu na na chu na na chu na na ab main jawan ho gayi
gira ke apna pallu ba re ba kar deti woh hum ko bekaraar - 2
aag lagayi tune tann mein kya kare yeh pallu bechara
bechara bechara aa aa....
chedenge hum tujhko ladki tu hai badi bumbaat (uff oh)
(ooh la la ooh la la (chodho na) ooh la la ooh la la (aah haa)
tu hai meri fantasy
chu na na chu na na chu na na chu na na ab main jawan ho gayi) - 2
Ishq Sufiyana
rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi
mehaki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq
girta sa jharna hai ishq koi uthta sa kalma hai ishq koi
saanson mein lipta hai ishq koi aankhon mein dikhta hai ishq
mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de
mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana
tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2
rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi
mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq
sochun tujhe toh hai subah sochun tujhe toh shaam hai
haan manjilon pe ab toh meri ek hi tera naam hai
teri aag meri jalti koyle se mira banaki
khwaabon se aagey chal ke hai tujhe bataana
tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2
saath saath chalte chalte haath chut jaayenge
aisi raahon mein milo naa
baatein baatein karte karte raat katt jaayegi
aisi raaton mein milo naa
kya hum hain kya rab hai jahan tu hai wahin sab hai
tere lab mile mere lab khile ab door kya hai jaana
tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2
rab ki qawali hai ishq koi dil ki diwali hai ishq koi
mehki si pyaali hai ishq koi subah ki laali hai ishq
mere dil ko tu jaan se juda kar de yun bas tu mujhko fanaa kar de
mera haal tu meri chaal tu bas kar de aashiqana
tere vaaste mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana mera ishq sufiyana - 2
Honeymoon Ki Raat
honeymoon ki raat hoti hai main wahi raat hun
uss raat main jo baat hoti hai main wahi baat hun
hosh udha de jo dilbar ka main wahi sharaab hun
kaamdev ka sutra padha hai
main wahi kitaab hun - 2
banjo si bajti hun khwaabon main sajti hun
karle mere gentlemen kharaabi jara
whisky si chadhti hun hichki si phasti hun
banja mere gentlemen sharaabi jara
bhul jaaye hum jo khud ko aisi main tu pila de jara
kamre main andhera kar aankhon ko khol de
jo bhi hai tere dil main chupke se mehfil main
kaano main bol de
khatre ka darr na kar har hadh ko todh de
jara sa aagey badh tu na mujhse aise ladh
tu sab mujhpe chod de
arrey buraa aa bhula hai
rutha hai chubhta hai dukhta hai sapna woh jis main main na hun
main hi main hun mehaki main hun
mujh main main tu mila de jara
har jalwa mera kaatil main honthon se dasti hun
churi si chubti hun goli si lagti hun zehar si chadti hun
har tann pe sajta hai jo main aisa sona hun
jalaake jo na jale bujhake jo na bujhe main aisa shola hun
hey jalaa........
kala hai maila hai ganda hai bala hai
jeena woh jis main main na hun
main hi main hun mehaki main hun
mujh main main tu mila de jara
honeymoon ki raat hoti hai main wahi raat hun
haan uss raat main jo baat hoti hai main wahi baat hun
hosh udha de jo dilbar ka main wahi sharaab hun
kaamdev ka sutra padha hai
main wahi kitaab hun - 2
banjo si bajti hun khwaabon main sajti hun
karle mere gentlemen kharaabi jara
whisky si chadhti hun hichki si phasti hun
banja mere gentlemen sharaabi jara
bhul jaaye hum jo khud ko aisi main tu pila de jara
No comments:
Post a Comment