Saturday 6 October 2012

Mere Brother Ki Dulhan

Choomantar

o baby o baby ..........
choomantar - 4
choomantar ho aaja chal gum ho jaaye
choomantar ho khud se he khud kho jaaye
choomantar ho nazaron main hum na aaye
dhundhe jahan hum bhi na jaane hum he kahan
chu le zamin se woh aasmaann
chalo re lo re lo re o re chalo re ro re
what is wrong let me do .....
o o o baby o baby o baby o baby o baby o baby o babyy oo

are you ready for this are you ready for this what what - 2

(thodi see yaari yaara raahon se nibha lein
apne pe bhi toh kabhi apni chala lein) - 2
hum chale kahin aawara ho kar naape zamin
hum dhundhe kahin kuch aisa jo khoya he nahin
choomantar ho aaja chal gum ho jaaye
choomantar ho khud se hi khud kho jaaye
choomantar ho nazron main hum na aaye

ho choomantar ho choomantar

(palkon ki dali pe jo sapne lageye hain
khwaishon kee garmi se woh pakne lagey hain) - 2
hmm ruko zara dekhein toh kya he yeh maajra
hmm sabhi tarah khwaishon se he yeh dil bhara
choomantar ho aaja chal gum ho jaaye
choomantar ho khud se hi khud kho jaaye
choomantar ho nazaron mein hum na aaye
dhundhe jahan hum bhi na jaane hum he kahan
choo le zamin se woh aasmaan
chalo re lo re lo re o re chalo re ro re
what is wrong let me do ..
o baby o baby come now baby ..
choomantar - 4

Dhunki

(oh malang hua dil yeh mera he mast malang hua dil yeh mera) - 2
ishq fikar da chadde palla maujein karta ho ke jhalla, jee ve
ishq mein dilada hoya fakeeri maange sab ki khair sukhalla, jee ve
gira deewarein, laga lalkaarein ishq di masti de vich sauvey te jaage
dhunki dhunki dhunki laage - 4 

oh malang hua dil yeh mera he mast malang hua dil yeh mera - 2

laadla dil ko har basher ishq da changa hai asar
kar le khud se hi pyaar bandeyahai jahaan ki tujhko khabar
khudse hai par tu bekhabar lai lai apni vi sasr bandeya
gira deewarein, laga lalkaarein ishq dee masti de vich sauvey te jaage
dhunki dhunki dhunki laage, oh dhunki laage re - 2
dhunki dhunki dhunki laage

tu hawa paani aag hai tu daga daani daag hai
jo bhi chave tu woh bann jave re he bana mera dil khuda 
he khuda kab mujhse juda khudko dhunde toh usko pave re
gira diwarein, laga lalkarein ishq di masti de vich sowe te jaage
dhunki dhunki dhunki laage - 4

Do Dhaari Talwaar 

nain katari aisi maari tann mann sulga, tadpan bhaari
ishq lahu ka, jab dil se utre dhire dhire chadhe khumaari
 
khaali jaaye na tera vaar - 2 naino se karti hai shikaar 
tu do dhaari talwaar yaar - 2
kaate toh karde rangdaar (tu do dhaari talwaar yaar )- 2
tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re
jaise garmi ki ho tapati si dopehari re haule se tu kare dil pe halla re
ho teri taareefein karta mohalla re 
zaalim hai tera har singaar
ho naino se karti hai shikaar (tu do dhaari talwaar yaar) - 2
 
ho baar baar tera naksh naksh ho raks raks mein jalwaa tu dikhaja aaja aaja - 2
ho aaja aaja mohabbat ki whiskey peela
ho dede chaahat ka tu sila aaja aaja ......
 
haan taajo takhat main toh laakhon gira doon saare arash waale dharti pe laa doon
main hoon husn mujhse bachke hi rehna main hi muqaddar bana doon mita doon
 
tu kar na maana, mujhe apna bana ab aise tamasha bana na
teri minnat karoon, teri khatir maroon tere darr ke seewa na thikaana
tu toh thodi meethi, thodi si hai zeheri re jaise garmi ki ho tapti dopehari re
haule se tu kare dil pe halla re teri taarifein karta mohalla re
ho baatein hai meri hathiyaar haaye naino ka karti hoon shikaar
main do dhaari talwaar yaar - 2 
 
haan chaahat badi meri mehangi padegi naagin nazar yaar jab jab ladegi
jee na sakoge tum marr na sakoge banke zehar yun mohabbat chadegi
teri hasrat hui, meri aafat hui tere been hoga ab na guzaara
tere saare sitam, tere saare zulm hanji hanji mujhe hain gawara
tu toh thodi mithi, thodi si hai zehari re jaise garmi ki ho tapti dopehari re
haule se tu kare dil pe halla re ho teri taarifein karta mohalla re
haan rehne de tu yeh takraar 
haye naino se karti hoon shikaar (main do dhaari talwaar yaar) - 2
tu do dhaari talwaar yaar - 2



   Isq Risk

agle gaan ki khwaish billo munni aur shum kee rampur merut aur itaawa se
sangeet he sohai sen ka bol hae doctor irshad kamil ke
pesh karte he har aashiq ke dil ko kuredne waala gana
kaisa yeh ishq he ajab sa risk he
 
(koi bole dariya he kaisa kaisa he ishq
koi maane sehra he kaisa kaisa he ishq) - 2
koi sone sa tole re koi matti sa bole re
koi bole ke chaandi ka hai chhura
hota aise yeh mauke pe roka jaaye na roke se
accha hota he hota hai yeh bura
(kaisa yeh ishq he ajab sa risk he) - 2 ajab sa risk he
 
kaisa ishq he kaisa ishq he kaisa ishq he..
(muskilon mein yeh yeh daale jo bhi chaahe kara le badle yeh dilon ke faisle
mann ka mouji ishq toh ji albeli si raahon pe le chale) - 2
koi peeche na aagey he phir bhi jaane kyun bhaage hai
maara ishqe ka ishqe ka dil mera dil mera
isske uske yeh hisse mein tere mere yeh kisse mein
maula sikhe bin sihke bin de sikha
kaisa yeh ishq he ajab sa risk he - 2
 
(naina laagey toh jaage bina dori ya dhaage 
bandhte hai do naina khwaab se na ataa ho 
na pata ho kore naino mein koi aa basse) - 2
isska uska na isska he jaane kitna he kiska he
kaisi bhasha mein bhasha mein he likha yeh ishq yeh
isake uske yeh hisse mein tere mere yeh kisse mein
maula sikhe bin sihke bih de sikha
kaisa yeh ishq he ajab sa risk he - 2

Madhubala


(sar ghume chakkar khaaaye dil dil se takkar khaaaye
arrey main khoya ke tu kho gayaa arrey haan) - 2
sar ghume chakkar khaaye dil dil se takkar khaaye
arrey main khoya ke tu kho gayaa 
jo naa hai deekhta jaaye jo he woh dikh naa paaye
arrey aankhon ko yeh kya ho gayaa
ho bin chaabi khul jaaye masti ka taala
chhori laagey joru chora lagey saala
panghat pe naache
haan panghat pe naache, naache re naache madhubalaa
panghat pe naache, naache re naache madhubalaa - 2
 
haan dil ke hain chake chute chokre latkon jhatkon se ab na rok re
haan tu toh naino mein mere chaa raha chutti tujhko tu chaahe jo kare
ab akal akeli bhatke re dil sadak sadak sar patke re
yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya ab akal akeli bhatke re
dil sadak sadak sar patke re
yeh baar baar hi tujhpe atke re beliya
ho dil ne chahat ka sikka aisa uchala
sabake gaalon pe lagey mujhko til kaala
panghat pe naache
haan panghat pe naache, naache re naache madhubalaa
panghat pe naache, naache re naache madhubalaa - 2
 
arrey thak gaye kya
arrey bhaiyya up aaye aur saala dhol nahin bajaa toh kya khaak up aaye
 
arrey oh bhaiyya raja, bajega tera baaja
banega dulha raaja, tu aaja joogi aaja piya
ho bin chaabi khul jaaye masti ka tala
chhori lagey joru jora lagey sala
panghat pe naache
haan panghat pe naache, naache re naache madhubalaa
panghat pe naache, naache re naache madhubalaa - 2
ho madhubala madhubala ..



  Mere Brother Ki Dulhan

mere brother ki dulhan, brother ki dulhan, brother ki dulhan - 2
 
(matrimonial si aankhein, sabko ab taake jhaakein
matrimonial si aankhein, dhundhe re chehre baanken) - 2
matrimonial si aankhein
 
sundar ho aur sushila, rang chaandi sa chamkila
degree bhi ho fashion bhi jaane soniye
ho seeta jaise naari aur jaane duniya daari
piya ko sab kuch hi woh maane
(dil se dilli ho woh dhadkan se ho london
dhundu main dhundu, mere brother ki dulhan) - 2
(matrimonial si aankhein, sabko ab taake jhaakein
matrimonial si aankhein, dhundhe re chehre baanke) - 2
 
mere brother ki dulhan, brother ki dulhan, brother ki dulhan - 2
mohabbat ki ho woh google jo dede har question ka hal
nazar ke ek hi click se soniye
walk pe sunti ho gaane brother ko khush karna jaane
jo sabke dil mein dua si basse
model ho world best par mitti ho indian
dhundu mein dhundu, mere brother ki dulhan
dil se dilli ho woh dhadkan se ho london
dhundu mein dhundu, mere brother ki dulhan
(matrimonial si aankhein, sabko ab taake jhaakein
matrimonial si aankhein, dhundhe re chehre baanke) - 2
mere brother ki dulhan, brother ki dulhan, brother ki dulhan
soniye meri jaan ve, heeriye armaan ve
kaam mein jo na ho lazy ho jis mein 3g ki tezzi
aur ho chok si adaa soniye
relation samjhe jo ladki, rahe na ego mein badki
jo laaye gud luck hi gud luck sadaa
hai toh responsibility, phir bhi iss mein fun
dhundu mein dhundu, mere brother ki dulhan
dil se dilli ho woh dhadkan se ho london
dhundu mein dhundu, mere brother ki dulhan
 
mere brother ki dulhan, brother ki dulhan, brother ki dulhan
 
mere brother ki dulhan - 4 
(mere brother ki dulhan hogi number one mere brother ki dulhan
mere brother ki dulhan ban ja tu ban ja mere brother ki dulhan) - 2

 

No comments:

Post a Comment