Saturday 6 October 2012

Rockstar.



Haawa Haawa

chakri si pairo mein pahiya pahiya aiya aiya oho
aasmaan sarpat ghuma ho ho nahin suna se hum ne toh ho ho ho
rani ghoome ghoome gore gore pairo se
chik chik .. jaara paani phir nau do gyarah
raat toh kiske aati ek din mein joote baarah
raja ka chadh gaya para khabri ko paas pukara
yeh kya hai maajra dekho ho
jaati kahaan hai woh khabri ne peecha kiya
rani ko ghar se raatoon ko do zakhme jaate dekha
haawa haawa - 4
 
shole behke oh ho rani behke oh ho
naach rangile oh ho sab zehreele oh ho
khabri chakraaya oh ho ulte paanv oh ho
ruk gaya toh batlaaya usne haawa haawa
rani haawa haawa haawa haawa
nachi re magan thoda mahiya sipaahiya
oh ho jo naache dhaaye dhaaye
ruke na phir paaun paaun paaun
haawa haawa dheema haya haawa haawa
ruke na phir paaun paaun paaun
raja thall aaya door rozaana
barah jooton ko ghis rani 
kissa hai aisa oo
haawa haawa -  2
paun ruke na kisi ke roke
yeh toh chalenge nach lenge
yahaan wahaan yaara masti mein
 
cheedh kar gusse mein bola raja
oh rani kyun phatki meri pochi
oh naak kataayi waat lagaayi
tune talwaahi meri izzat ki bhajiya haye maa
aaj se tera bandh bahar hai jaana
yeh sunkar rani muskaayi boli woh gaana
sone ki deewarein mujhe khushi na yeh de paaye aye ..
aazadi de de mujhe mere khuda
le le tu daulat aur kar de riha
haawa haawa - 3
 
chal machal ke roz khul ke
jo na kiya tha kiya gande mande bando mein
thi malang woh apne rang ghume phire jhume naache
woh gore se paun paun paun.......
haawa haawa oh rani haawa
paaun ruke na kisi ke rokey tokey ok
yeh toh chalenge nach lenge
yahaan wahaan jahaan tahaan kahaan kahaan pau
chiki chiki tara - 2 haawa haawa ......


Jo Bhi Main

jo bhi main kehna chahoon
barbaad karein alfaz mere alfaz mere
 
kabhi mujhe lagey ke jaise sara hi yeh jahaan hai jage
jo hai bhi aur nahin bhi hai yeh fiza ghata hawa bahaarein
tujhee kare ishaare yeh kaise kahuin kahani main in ki
jo bhi main kehna chahoon
barbaad karein alfaz mere alfaz mere
 
maine ye bhi socha hai aksar tu bhi main bhi sabhi hai shishe
khudhi ko hum sabhi main dekhein nahin hoon main hoon main toh phir bhi
sahi galat tumhara main mujhe paana paana hai khud ko
jo bhi main kehna chahoon
barbaad kare alfaz mere alfaz mere

Katiya Karun

ting ling ling ..... - 3
 
katiya karun katiya karun tera roop katiya karun
tera roo tere roo tera roo roo roo roo
saari raati katiya karun katiya karun katiya karun - 2
saari raati katiya karoon
saara din sochan wich langda tere lai hun jeeyun te marun
ting ling ling .. - 3
 
yeh tann mera charkha hove
hove ulfat yaar di chitta roop
ting ling ling .. - 3
 
nachdi phirun tapdi phirun keeli main napdi phirun
hadh karun hadh karun hadh karoon roo roo roo
yaara bulle luteya karun luteya karun luteya karun - 2
mainu darr hun naiyo jag da tere lai hun jeeyun te marun
 
katta roo katta roo.....
(main saari raat katiya katiya karun
saari raat katiya katiya karun - 4) - 2

Kun Faaya Kun


ya nizamuddin auliya ya nizamuddin salka
kadam badha le haddon ko mita le
aaja khalipan mein pee ka ghar tera
tere bin khaali aaja khaalipan mein - 2
 
rangreza - 4
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2
(jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha
wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha) - 2
(woh jo mujh mein samaaya, woh jo tujh mein samaaya
maula wahin wahi maaya) - 2
kun faaya kun kun faaya kun sadaq allahu al ali al ajim
 
rangreza rang mera tann mera mann le le rangaai chahe tann chahe mann - 2
sajra savera mere tan barse kajra andhera teri jaan ki lau - 2
katra mila jo tere dar barse
o maula, maula
(kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2 faaya kun faaya kun) - 2
jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha - 2
kun fayakun kun fayakun
sadaq allahu al ali al ajim sadaq rasur-hul nabhi hikari
salallah hu alayhi wasallam salallah hu alayhi wasallam
ho mujhpe karam sarkar tera araj tujhe kar de mujhe
mujhse hi riha ab mujhko bhi ho didar mera
kar de mujhe mujhse hi riha, mujhse hi riha
mann ke mere yeh bharam kachche mere yeh karam
leke chale hain kahaan main to jaanu hi na
tu hai mujh mein samaaya kahaan leke mujhe aaya
main hoon tujh mein samaaya tere peeche chala aaya
tera hi main ek saaya tune mujhko banaya
main toh jag ko naa bhaaya
tune gale se jagaya haq tu hi hai khudaya
sacch tu hi hai khudaya aa
kun faaya kun kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun faaya kun - 2
 
jab kahin pe kuch nahin bhi nahin tha wahi tha wahi tha wahi tha wahi tha - 2
kun faaya kun kun faaya kun 
sadaq allahu al ali al ajim sadaq rasur-hul nabhi hikari



Nadaan Parindey

o nadaan parindey ghar aaja - 3
ghar aaja ghar aaja ghar aaja aa ..
kyun desh-videsh phire maara kyun haal-vihaal thaka haara
kyun desh-videsh phire maara tu raat-biraat ka banjara
o nadaan parindey ghar aaja ghar aaja ghar aaja ghar aaja aa ..
nadaan parindey ghar aaja - 4
sau dand badan pe phaile hain har karam ke kapde maile hain
 
kaate chahe jitna paro se hawaon ko
khud se naa bach paayega tu
todh aasmano ko phuk de jahaano ko
khud ko chhupa naa payega tu
koi bhi le rasta tu hai tu le hasta
apne hi ghar aayega tu
o nadaan
o nadaan parindey ghar aaja
ghar aaja ghar aaja ghar aaja aa .. aa
nadaan parindey ghar aaja - 4
 
dagar kagar mori itni araz tose chun chun khaiyo maans  - 2
re jiya re 
khaiyon na tu naina mor khaiyon na tu naina mohe piya ke milan ki aas - 2
o nadaan
o nadaan parindey ghar aaja
ghar aaja ghar aaja ghar aaja aa ....
 
nadaan parindey ghar aaja - 8


Phir Se Ud Chala

phir se ud chala
ud ke choda hai jahaan nich mein tumhare ab hoon hawale
door door log baag meelon door yeh vaadiyan
ghar dhuaan dhuaan tan har badli chali aati hai chune
aur koi badli kabhi kahi kar de tan geela yeh hai bina ho
kisi manzar par main ruka nahin
kabhi khud se bhi mein mila nahin
yeh gila toh hai main khafa nahin
shehar ek se gaon ek se log ek se naam ek hoo ..
phir se ud chala main
mitti jaise sapne yeh kitana bhi palkon se jhaado phir aa jaate hain
itne saare sapne kya kahoon
kis tarah se maine tode hain chode hain kyun
phir saath chale mujhe le ke ude yeh kyun hoo ..
 
kabhi daal daal kabhi paat paat
mere saath saath phir dar dar yeh
kabhi sehera kabhi saavan
banu raavan kyun mann manke
kabhi daal daal kabhi paat paat
kabhi din hai raat kabhi dinmin hai
kya sach hai kya maya hai daata hai daata
 
idhar uudhar titar bitar
kya hai pata hawa liye jaye teri ore
khinche teri yaaden teri yaaden teri ore
 
rang birange vehmon mein main udaas kyun - 2
oo .. ho ho .....


Saadda Haq

tum logon ki iss duniya mein har kadam pe insaan galat
main sahi samaj ke jo bhi kahoon tum kehte ho galat 
main galat hoon phir kaun sahi phir kaun sahi
marzi se jeene ki bhi main
kya tum sabko main arzi doon
matlab ki tum sabka mujhpe
mujhse bhi zada haq hai
saadda haq aithe rakh
 
saadda haq aithe rakh - 8
na na na ..
saadda haq aithe rakh - 4
hey inn gadaaron mein ya udhaaron mein
tum mere jeenay ki aadat ka kyun gott rahe dum
besaliqa main uss gali ka main
na jis mein haya na jis mein sharam
mann bole ke ras mein jeenay ka harjaana duniya dushman
sab begaana inhe aag lagaana
mann bole mann bole mann se jeena ya marr jaana
 
saadda haq aithe rakh - 8
na na na ..
 
o eco-friendly nature ke rakshak main bhi hoon nature
rivaazon se samaajhon se kyon
tu kaate mujhe kyun baante mujhse iss tarah
kyun sach ka sabak sikhaaye jab sach sunn bhi na paaye
sach koi bole toh tu niyam kanoon bataaye
tera darr tera pyaar teri waah tu hi rakh rakh saale
saadda haq aithe rakh - 4
aithe aithe rakh
saadda haq aithe rakh - 8



Tum Ho

tum ho
tum ho paas mere saath mere ho tum yun
jitna mehsus karoon tumko utna hi paa bhi loon
 
tum ho mere liye mere liye ho tum yun khud ko main haar gaya tumko
tumko main jeeta hoon
oh ho .. tum ho
 
kahin se kahin ko bhi aayoge waja chale
puche beena kisi se hum miley
bandihsein na rahi koi baaki tum ho
tum ho paas mere saath mere ho tum yun
jitna mehsus karoon tumko itna hi paa bhi loon
oh ho .. 
kis tarah chinega mujhse yeh jahaan tumhe
tum bhi ho main kya fikar ab hume
 
tum ho mere liye mere liye ho tum yun
khud ko main haar gaya tum ko tum ko main jeeta hoon
oh ho .. tum ho ..






No comments:

Post a Comment