Saturday, 6 October 2012

Ishaqzaade

Ishaqzaade

Pareshaan

naye naye naina mere dhunde hai darbadar kyun tujhe
naye naye manzar yeh tak te hai iss kadar kyun mujhe
zara zara phulon pe jadne laga dil mera
zara zara kaanton se lagne laga dil mera
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
aatishein woh kahaan
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
ranjishein hai duan haan
 
tash kha ke galiyan mudne lagi hain mudne lagi hain
raahon se teri judne lagi hain judne lagi hain
chubaare saare yeh meelon ke maare se
puche hai tera pata
zara zara chalne se thakne laga hai dil mera
zara zara udne ko kar ne laga dil mera
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
dilkashi ka samaa
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
khwaishon ka samaa
 
be baat khud pe marne lagi hoon marne lagi hoon
be bak aahein bharne lagi hoon bharne lagi hoon
chaahat ke chite hain khaare bhi mithe hain
main kya se kya ho gayi
zara zara fitrat badal ne laga dil mera
zara zara kismat se ladne laga dil mera
 
kaisi madhoshiyan
 
mastiyan mastiyan
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
aatishein woh kahaan
main pareshaan pareshaan pareshaan pareshaan
ranjishein hai duan haan



 

Ishaqzaade


ek aur badhne lagey jo ek dor bandhne lagey jo
ek shor karne lagey jo do dil
ek chaal chalne lagey jab ek dhaal dhalne lagey jab
ek thaal chakne lagey jab do dil
judne lagey lagey do dilon ke jab kinaare udne lagey 
ishaqzaade - 10
 
hoo dil pe jo bhi bayr bita
 
dil pe jo bhi bayr bita teri khair pe vaar diya
jal jala kar jo bhi jeeta tere pyaar pe haar diya
hum ko khud mein shamil kar le ab toh khud ke qabil kar le
rung tumhare rung jaaye ge sung tumhare sung jaaye ge
ishaqzaade - 10
 
hoo seele-seele sapne apne - 2 pyaar ki dhoop se sokhein ge
neele naino ki do nehre dil ke baandh se rokenge
khaak se khwaabon ko bunn le raakh se bhi khushiyan chun le
bhujte jalte chalte jaaye girte uthte bhadte jaaye
ishaqzaade - 10
 
ek aur badhne lagey hai ek dor bandhne lagey hai
ek shor karne lagey hai do dil
ek chaal chalne lagey jab ek dhaal dhalne lagey jab
ek thaal chakne lagey jab do dil
judne lagey lagey do dilon ke jab kinaare udne lagey
ishaqzaade - 10

 

Chokra Jawaan

hua chokra jawaan re - 2
hey hey hey hey
arrey chuza chu-chu karta hai galiyon aur chubaro mein
phinka phaanki karta phire tu toh apne yaaro mein
phinka bhaagi kuch nahin sach baat jo bayan ki
dhahaad hai jawaan ki mardangi mastan ki
oye ab tu bhi maan le naino ke jaam de
oh aaja re aaja ja re aaja re aaja
hua chokra jawaan re jawaan re jawaan re - 2
 
haan mere munna baat sunn na yeh jawani nahi koi khilauna
pehle jao sikh ke aao pyaase naino ki pyaas ko bhujaana hoye
tabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh tabhi-toh hoga woh chokra jawaan re
woh chokra jawaan re
 
oh chand baby jo chance de gi kyun doon
pyaas kya hai main bhook bhi mita doon
woh hum re sikhe aur sikhaaye
nain kya hai poore tann ko main bhiga doon
oh aaja re aaja ja re aaja re aaja aa
hua chokra jawaan re hua chokra jawaan re
chokra jawaan hoon main lyss hoon jawaani se
door ho gayi hoon main teri lentarani se ho ho
thaam le kaliyaan ussi ko jawaan maanu main
oh din dihaade tujhko tujhi se aa chura loon main
chal-chal bohat dekhe hain
danke ki chot pe re sina thok ke
aaja re aaja ja re aaja re aaja
hua chokra jawaan re jawaan re jawaan re hey ....
kya gaata hai
 
oh chuza chu-chu karta hai dhahaad hai jawaan ki
arrey pheenka phaanki karta hai mardangi mastan ki
karne pe jo aaun sagar mein barsaun
baaton ke badshah barsa ke toh dikha
beh jaaye gi deewani teri mast jawani
bhadke gi chingari lapte gi chingari
haye teri yeh adaa main ho gaya fida
chal tu sach main jawaan na hona mujhse judaa
main fida fida fida na hona mujhse juda - 4
ho main fida main fida ...
aaja aaja aaja re hua chokra jawaan re .....

 

No comments:

Post a Comment