Wednesday, 10 October 2012

Krrish



Dil Na Diya

Oh Baby
hey...hey
 
dil Na Diya
 
dil Na Diya...di Di Dillll
dil Na Liya, Dil Na Diya
bol Bolo Na Bolo Kya Kiya
dil Na Liya, Dil Na Diya
bol Bolo Na Bolo Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
 
tune Chaand Pe Bhi Jamaye Kadam,
dariya Mein Bhi Ghar Hai Banaya
teri Jaado Ne Ek Rote Huye Insaan Ko Hai Hasan Sikhaya
upar Wala Bhi Haske Ek Din Yeh Tumse Pooche Ga
dil Na Liya, Dil Na Diya
bol Bolo Na Bolo Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
 
yeh Jeevan Bhi Ek Circus Hai Abhi Ssdhe The Abhi Ulte
jisse Pyar Mila Woh Seedha Hua Warna Latke Toh Latke
bas Itni Si Hai Baat Hai Sachchi, Tu Bhi Isko Maan Le
 
dilllll
dil Na Liya...liya
dil Na Diya...diya
dil Na Liya, Dil Na Diya
bol Bolo Na Bolo Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
aake Duniya Mein Bhi Agar Pyar Na Kiya Toh Kya Kiya
 
dil Na Liya...dil Na Diya
dil Dil Dil Dil Pyar Dil Dil Pyar Dil Dil Dil
 
 
Chori Chori Chupke Chupke
 

ho ho ho ho.........
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
dheko pawan bhee ha ha
dheko pawan bhee lehra rahee hai tumako chhuke
choree choree chupke chupke
 
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
koyee khushee hai ho ho
koyee khushee hai joh ja rahee hai tumase milke
choree choree chupke chupke
 
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
 
hamko yeh lagta hee nahee, tum dur kahee se aayee ho
jaise mere sapno me tumharee pehle se parchayee ho
mujhko bhee sang rah me tere chalna acha lagta hai
bada safar hai jivan me joh itna sachcha lagta hai
 
rang badal ke muska rahee hai khwaish mann me
choree choree chupke chupke
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ra ree ra ra ra
dekho pawan bhee lehra rahee hai tumko chuke
choree choree chupke chupke
 
ho ho ho ho......... - (2)
 
kuchh aise pal hote hain joh yado me bas jate hain
seedhe sadhe log kaha iss dilse wapas jate hain
dilki bhasha aisee hai joh sab ko samaj me ati hai
rat paraya ho koyee apna yeh din me banatee hai
sham bhee kehatee yeh ja rahee hai, humse tumse
choree choree chupke chupke
 
sa ra ra ra sa ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ree ra ra ra
 
dekho pawan bhee lehra rahee tumko chuke
koyee khushee hai joh ja rahee tumase milke
choree choree chupke chupke
ho ho ho.........
sa ra ra ra sa ra ra ra ree ra ra ra
sa ra ra ra sa ra ra ra ree ra ra ra
 
 
Koyee Tumsa Nahee
 

dhup nikalatee hai jahan se -3, chandanee rehatee hai jahan pe
khabar yeh aayee hai waha se
koyee tumsa nahee, o koyee tumsa nahee - (2)
 
nind chhupatee hain jaha pe -3 khwab sajte hain jaha pe
khabar yeh aayee hai waha se
koyee tumsa nahee, o koyee tumsa nahee - (2)
 
phul titalee aur kaliya ho gaye tumase khafa
ho o phul titalee aur kaliya ho gaye tumase khafa
chheen lee joh tumne inase (pyar kee har ek ada -2)
rang banta hain jaha pe -3, rup milta hain jaha se
khabar yeh aayee hai waha se
koyee tumsa nahee, o koyee tumsa nahee - (2)
 
mere dilke chor ho tum, kya tumhe ehsas hai
ha mere dilke chor ho tum, kya tumhe ehsas hai
ishk tha duneeya me jitna (sab tumhare pas hai -2)
hai divanapan jaha pe -3, bante hain ashik jaha pe
khabar yeh aayee hai waha se
koyee tumsa nahee, o koyee tumsa nahee - (2)
 
dhup nikalatee hai jaha se -2, chandanee rehatee hai jaha pe
khabar yeh aayee hai waha se
koyee tumsa nahee, o koyee tumsa nahee - (2)
 
 
 
 Mai Hu Woh Aasman
 
mai hu woh aasman -2, aur tum ho yeh jamin
ho kar bhee ham juda, hote juda nahee

tum ho woh aasman, aur mai yeh jamin
ho kar bhee ham juda, hote juda nahee
mai hu woh aasman

premee banana jitna mushkil, pyar nibhana usase bhee mushkil
pas mere too hona agar too, kitana tadapta hai meraa dil
mai hu teree najar, meraa intajar too
ho kar bhee ham juda hote juda nahee
tum ho woh aasman aur mai yeh jamin
ho kar bhee ham juda hote juda nahee
mai hu woh aasman

pyar kee jitanee bhee hai kitabe
uname likha hai nam hamara
divanpan ham dono ka janta hai yeh jahan sara
kissa too meraa, mai tere kahanee
ho kar bhee ham juda hote juda nahee
mai hu woh aasman aur tum ho yeh jamin
ho kar bhee ham juda hote juda nahee
ho kar bhee ham juda (hote juda nahee -3) 
 
Aao Sunau Pyar Kee Ek Kahanee
 
(ho o o o ho o o o..........
aao sunau pyar kee ek kahanee
ek tha ladka ek thee ladakee divanee) - (2)
ho o o o ho o o o..........
woh bhee hasne lagee thee, yeh bhee hasne laga tha
dono samjhe nahee the woh joh hone laga tha
aao sunau pyar kee ek kahanee
ho o o o ho o o o..........
ek tha ladka ek thee ladakee divanee

hmm hmm mm mm hmm mm.....
ho o o o ho o o o..........
(joh bhee kehna na tha, woh bhee kehne lage
joh bhee sunana na tha, woh bhee sunane lage) - (2)
aa rahee hai hasee mujhko iss bat par
kis tarah pyar me dono khone lage
dono khone lage.........

janane walee bat thee anjanee
ho o o o ho o o o..........
ek tha ladka ek thee ladakee divanee
woh bhee hasne lagee thee, yeh bhee hasne laga tha
dono samjhe nahee the woh joh hone laga tha
aao sunau pyar kee ek kahanee
ho o o o ho o o o..........
ek tha ladka ek thee ladakee divanee

ho o o o ho o o o..........
(koyee tarsa na tha, koyee tadpa na tha
woh mile iss tarah dil bhee dhadka na tha) - (2)
honewalee magar, bat ho hee gayee
pyar kee rah me, jindagee kho gayee
jindagee kho gayee...hmmm...hmmm

dil ne dilse aise kee manmanee
ho o o o ho o o o..........
ek tha ladka ek thee ladakee divanee
woh bhee hasne lagee thee, yeh bhee hasne laga tha
dono samjhe nahee the woh joh hone laga tha
aao sunau pyar kee ek kahanee
ek tha ladka ek thee ladakee divanee
ho o o o ho o o o.......... hmm.........  

 
 

 

 

No comments:

Post a Comment