Saturday 6 October 2012

Agneepath

Abhi Mujh Mein Kahin

abhi mujh main kahin baaki thodi si hai zindagi
jagi dhadkan nayee jaana zinda hoon main toh abhi
kuch aisi lagan iss lamhe main hai yeh lamha kahaan tha mera
ab hai saamne isse chhu loon zara marr jaaun ya jee loon zara
khooshiyaan chum loon ya ro loon zara marr jaaun ya jee loon zara
ho o abhi mujh main kahin baaki thodi si hai zindagi
 
ho o dhup main jalte hue tann ko chhaya pedh ki mil gayee
ruthe bache ki hansi jaise phooslaane se phir khil gayee
kuch aisa hi mehsus dil ko ho raha hai
barson ke puraane zakhmon pe marham laga sa hai
kuch ehsaan hai iss lamhe main hai ye lamha kahaan tha mera
ab hai saamne isse chhu loon zara marr jaaun ya jee loon zara
khooshiyaan chum loon ya ro loon zara marr jaaun ya jee loon zara
 
dor se tuti patang jaisi thi yeh zindagaani meri
aaj hoon kal ho mera na ho har din thi kahaani meri
ek bandhan naya piche se ab mujh ko bulaaye
aane wale kal ki kyun fikar mujhko kyun sataa jaaye
ek aisi chubhan iss lamhe main hai yeh lamha kahaan tha mera
ab hai saamne isse chhu loon zara marr jaaun ya jee loon zara
khooshiyaan chum loon ya ro loon zara marr jaaun ya jee loon zara
 
 
Chikni Chameli
 
(bicchu re yeh naina badi zeherili akkh maare
kamsin kamariya saali ek thumke se lakh maare) - 2
note hazaaron ke khoola chhuta karaane aayee
husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayee
aayee chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayee - 4
 
jungle mein aaj mangal karungi bhukhe sheron se khelungi main
makkhan jaisi hatheli pe jalte angaare le loongi main
haye gehre paani ki machhli hoon raja
ghaat ghaat dariya mein ghumi hoon main
teri nazron ki leheron se haar ke dubi hoon main
hoye jaan leva jalwa hai dekhne mein halwa hai - 2
pyaar se paros doongi toot le zara
yeh toh trailer hai puri filum dekhane aayee
husn ki teeli se beedi chillam jalaane aayee
aayee chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayee - 4
 
hey banjar basti main aayee hai masti aisa namkeen chehra tera
meri niyat pe chehke chhote na hai rang gehra tera
joban yeh mera crazy hai raja saare pardon ko kaatungi main
shaame meri aakeli hai sang tere baatungi main
haye baaton mein ishaara hai jisme khel saara hai - 2
todh ke tijoriyon ko loot le zara
chum ke zakhmo pe thoda malham lagaane aayee
husn ki teeli se bidi chillam jalaane aayee
aayee chikni..... aayee chikni....
aayee chikni chameli chhup ke akeli pahua chadha ke aayee - 4
 
 

  
 Deva Shree Ganesha
deva shree ganesha - 16
jwala si chalti hai aankhon mein jiske bhi dil mein tera naam hai
parwah hi kya uska aarambh kaisa hai aur kaisa parinaam hai
dharti ambar sitar hai usski nazare utaare
darr bhi uss se dara re jiski rakhwaliya re
karta saaya tera 
deva shree ganesha ............
 
ho teri bhakti ka wardaan hai jo kamaaye woh dhanwaan hai
been kinare ki kashti hai woh deva tujhse jo anjaan hai
yun toh mushak savari teri sab pe hai pheredaari teri
paap ki aandhiyan na kaha kabhi jyoti na haari teri
apni takdir ka woh khood sikander hua re
bhul ke yeh jahaan re kiski silien ya haare
saath paaya tera hey
deva shree ganesha ............
 
ho teri dhooli ka tika kiye deva jo bhakt tera jiye
usse amrit ka hai moh hai kya hass ke wish ka woh pyala piye
teri mahima ke chaya tale kaal ke rath ka pahiya chale
ek chingaari pakshodh se khadi ravaan ki lanka jale
shatruon ki katare ek akele se haare
kan bhi parbhat hua re sharok bann ke jahaan re
naam aaya tera
hey deva shree ganesha .........
 
ganpati bappa moreya
 
hare raamhare raam raam raam hare hare..
 
Gun Gun Guna 

gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re - 6
ho maayusion ke chonge utaar ke phenk de na saare
candale yeh shaam ka phunk raat ka cake kaat pyare
sikha na tune yaar humne magar sikhaaya re
dumdaar nooska yaar humne jo aazmaaya re
aasuon ko churan chaba ke humne dakaar maara re
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re - 2
gun gun ....
 
hain sar pe tere ke jhaloke yeh tokre
la humko dede halka hoja re tu chokare
jo teri nindein apne naakhun se noch le woh
dard saare jalte chulhe mein tu jhonk ree
zindagi ke raashan mein gham ka gota zayada hai
black mein kharidenge khushi ka pitaara re
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re - 2
gun gun ....
 
ho aye ho
tu munh phoolaa le suraj bhi dhalne lage
arrey tu muskura de chand ka bulb jalne lage
tu chup rahe toh maano behari lage zindagi
tu bol de toh parde kaano ke khulne lage
ek bandh bottle ke jaisa kya haa baitha hai
khali dil se bhar de na glass yeh hamara re
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re - 2
gun gun ....
 
ho bindaas hoke har gham ko yaar khoonti pe taang dunga
thoda udhaar itminaan main tumse hi maang lunga
hai sikha hai maine jo tumne seekhaaya re
dumdaar nuska yaar maine bhi aazmaaya re
aasuon ka churan chaba ke maine dakaar maara re
gun gun guna re gun gun guna re gun gun guna yeh gaana re - 3
 
 
O Saiyyan 
 

meri adhuri kahaani lo daastaan bann gayee
ho tune chhuaa aaj aise main kya se kya bann gayee
sehame hue sapne mere haule haule angdaiyaan le rahe
thehare huye lamahe mere nayi nayi gehraiyaan le rahe
zindagi ne pehani hai muskaan karne lagi hai 
itna karam kyun na jaane
karvat lene lage hain armaan phir bhi
hai aankh nam kyun naa jaane o saiyyan
 
odhu teri kaaya solah singaar main saja loon
sangam ki yeh raina iss mein tyohaar main mana loon
khushbu teri chu ke kasturi ho jaaun
kitni phiki thi main sinduri ho jaaun
soor se zara behaki hui meri duniya thi badi besuri
soor mein tere dhalne lagi bani re piya main bani baansuri
zindagi ne pehani hai muskaan karne lagi hai
itna karam kyun na jaane
karvat lene lage hai armaan phir bhi
hai aankh num kyun naa jaane o saiyyan
mere aasmaan se jo hamesha gumshuda thay
chaand taare tune gardishon ki lai badaldi laut aaye aaj saare
 
o saiyyan
 
Shah Ka Rutba
 
  

shah ka rutba shehanshaho si teri baat hai - 2
hoo shahon ka jo shah uska tere sar pe haath hai - 2
tere kadmon ke tale mitti bhi sona bann gayee
jar hua dushman jahan shamsheer teri tann gayi haan
tu vali hai tu meherbaan ehemi-gehba hai tuhi
hai farishte bhi barastish mein teri kurbaan wallah
tu vali hai tu meherbaan ehemi-gehba hai tuhi
bann gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho
 
nazaara jannaton ka aaj tere rubaru hai
tera lakhte jigar saaya hai tera hubahu hai
haan sadke aaj uske sar ke sehre ke sabhi hain
ke teri saltanat ke takht ka jaan-e-sheen hai
gurur yeh jalwa rahe udhta puha muktha rahe
teri jeet ki raftaar se har haar hai iss tarahe
teri kismat khood tere haathon khilauna bann gayi
jar hua dushman jahan shamsheer teri tann gayi
tu vali hai tu meherbaan ehemi-gehba hai tuhi
hai farishte bhi barastish mein teri kurbaan wallah
tu vali hai tu meherbaan ehemi-gehba hai tuhi
bann gaya kanoon jo bhi tu likhe parvaan wallah ho
 
ghar deewane aam na ho koi akbar na hua ..
jo tumhare sar jhuke toh shenshah main hua ..
allah raha mera har pal hafeej toh safar yeh tai hua
ghar deewane aam na ho koi akbar na hua
ya wallah ya maula ....
char majbut naujawan kandhe tujhko tere khuda ne bakshe hain
innke haathon ki jo lakeerein hain tere dono jahan ke nakhshe hain
jindagi toh har kadam nayi dishaat hai yeh hi toh mere shehmaat hain
yeh dono meri kaayenaat hain ya
chaar majboot naujawan kandhe tujhko tere khuda ne bakshe hain
innke haathon ki jo lakeerein hain tere dono jahan ke nakhshe hain
ya wallah ya maula .......
 




 

No comments:

Post a Comment