Monday 8 October 2012

Force



Chahoon Bhi

(chahoon bhi toh main kaise kahoon sari jo baatein dil kehta hai
lehar sapano ki kaise ginu dariya behata hi rehata hai) - 2
keh rahi hai kya yeh suno meri khamoshiyann
raat se hai lambhi kahin dil ki yeh dastaan kaise kahoon..
chahoon bhi toh main kaise kahoon saari jo baatein dil kehata hai
lehar sapno ki kaise ginu dariya behata hi rehata hai
keh rahi hai kya yeh suno meri khamoshiyann
raat se hai lambhi kahin dil ki yeh dastaan
kaise kahoon - 2
 
tumse mujhe yeh kehana tha woh keh raha tha hum dum
ho saamane toh kya kahoon kya kehna tha hum dum
kaise yeh jazbaat hain iss dil main toh din raat hain
honthon pe kyun aane se yeh sharmaate hain
aankhon main kyun yeh har ghadi aa jaate hain
chahoon bhi toh main kaise kahoon saari jo baatein dil kehta hai
lehar sapno ki kaise ginu dariya behata hi rehata hai
 
hum kyun kahe joban kahe ek baat hai jaana
dhadkan kahe dhadkan sune wo raat hai jaana
dil bole been hai bolta sab raaz hai yeh kholata
jab khwab hai jazbaat hai ehsaas hai
toh kehana kya toh sunn na kya awaaz hai
chahoon bhi toh main kaise kahoon saari jo baatein dil kehata hai
lehar sapno ki kaise ginnu dariya behta hi rehta hai
keh rahi hai kya yeh suno meri khamoshiyan
raat se hai lambhi kahin dil ki yeh dastaan
kaise kahoonnnn...


Dil Ki Hai Tamanna

(na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera ban na
jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani
arrey ho na kyun hairaani jo pyaas hai kyun pitay nahi paani) - 2
hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh faasle
paas aake bhi hum kuch door se hain
kyun jijke se hain dono kyun pitke se hain dono
kya jaane hum kyun yuh majbur se hain
 
mere aankhon main sitaare hain sharmilay se ishaare hain
inko zara toh dekho tum, inko toh samjho
kyun ho gayi ho sharmili, jo hai baat dil ki rangili
yeh sharm-warm tum chodo, hum se toh keh do
jo dhadkan mein, saanson mein, ek raaz hai chupa
aa duniya se keh de hum, mere saathiya ho...
 
na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera ban na
jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani
arrey ho na kyun hairaani jo pyaas hai kyun pitay nahi paani) - 2
 
jab do dilon ka kehana hai, ab saath humko rehana hai
jab dono dil dhadkte hain, toh kya hai mushkeel
bas itni si shikaayat hai, chup rehane ki jo aadat hai
chodo kabhi toh tum keh do, jo kehata hai dil
jo dhadkan main, saanson mein, ek raaz hai chupa
aa duniya se keh de hum, mere saathiya ho ...
na tu bataaye na main kahoon jo tere mere dil ki hai tamanna
meri hai tamanna meri bann tu mujhko bhi hai bas tera ban na
jaan ke hum anjaan hain kaisi hai ye kahani
arrey ho na kyun hairaani jo pyaas hai kyun pitay nahi paani
hum jab mil gaye hain, phir kyun yeh fasle
paas aake bhi hum kuch door se hain
kyun jijke se hain dono kyun pitke se hain dono
kya jaane hum kyun yun majbur se hain


Dum Hai To Aaja

(main hoon toofani...
 
duniya ki rani....) - 2
 
(main hoon toofani duniya ki rani
tu kya rokega meri mannmaani
dum hai to aaja - 2
mujhse takraane hey dum hai to aaja) - 2
 
jurm hai kya paap hai kya jaane de
jitay koi kaise yahan yeh dikhlaane de
kisi ki nighahon ke halke se ishare se
duniya jhukti hai yeah
main hoon woh main hoon maan le jo keh doon
tera jo gamand hai saara main nikaalun
dum hai to aaja - 2
mujko haraane dum hai to aaja
 
khatre ki parwah tu kar nahi
marrne se pehale tu darr ke marr nahi
jina hai toh chun le kehati jo hoon main sun le
duniya jhukati hai yeah 
koi diwane jo yeh na maane
lagata hai mujhko dushman jaane
dum hai to aaja - 2
ladne ladaane yeah yeah dum hai to aaja
main hoon toofani duniya ki rani
tu kya rokega meri manmaani
dum hai to aaja dum hai to aaja
mujhse takraane hey dum hai to aaja
dum hai to aaja - 2 mujko haraane dum hai to aaja


 Khwabon Khwabon

khwabon khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan
raahon raahon dhoondhle dhoondhle halke halke hosh ke hain nishaan
 
tum humsafar ho toh rasate sab hain sehal
har mod par milte sapno ke hain mehal
pighale tann mann hain, saanson mein hai nasha
tu humsafar ho toh sab hai jaise hasin
chand se zyada hai jagmagaati zamin
pyar mein dubi si, lagti hai har disha
khwabon khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan
raahon raahon dhoondhle dhoondhle halke halke hosh ke hain nishaan
kya karron main bayaan ladhkhaaye jabaan
 
hum jo aise mil gaye hain, ab irade hi naye hain
tum hi kaho, kaise na ho, dil mein mere yeh hulchul
hum toh jaise hain diwane, dil ki saari baatein maane
tum ho jahaan main hoon wahaan, dono hue hai paagal
kum na ho deewangi apani, guzre yunhi zindagi apani
dil jo bataayenge, hum kehate jaayenge haa
khwabon khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan
raahon raahon dhoondhle dhoondhle halke halke hosh ke hain nishaan
 
pyaar ke jo raaste hain, apane hi toh vaaste hain
tum bhi chalo, main bhi chalun chalte rahein hum pal pal
palkon palkon khwaab leke, ek tile betaab leke
hum jo chale chaane lagey, giton ke yeh baadal
goongje hain jo geet surilay bann jo inki madhira pi le
hum mehke jaayenge, hum kehte jaayenge haan
khwabon khwabon jaage soye khoye khoye hum hai jaise yahaan
raahon raahon dhoondhle dhoondhle halke halke hosh ke hain nishaan
tum humsafar ho toh raste sab hain sehal
har mod par milte sapno ke hain mehal
pighle tann mann hain, saanson mein hai nasha
tu humsafar ho toh sab hai jaise haseen
chaand se zyada hai jagmagaati zameen
pyaar mein dubi si, lagti hai har disha
ab har disha

 Main Chali

(yeh rup aur yeh rangat yeh chal aur yeh nazaakat
kaisi hai yeh qayaamat ab koi kya kahe) - 2
 
(main chali toh jhum uthi zindagi main chali toh jaag uthi roshni
mausam naya, nayi nayee hawaein hain main hoon nayi, nayi meri adaayein hain) - 2
(teri zulf ki ghataayein, teri shok si nighaahein
kaisi hai yeh balaayein, ab koi kya kahe) - 2
 
duniya badli hai mera andaaza kyun badle sab kuch toh hai badal gaya
gunja hai jo geet naya toh saaz na kyun badle
mera bhi sur hai naya 
nayi nayi si hai meri raah naya naya mera safar hai
nayi nayi si hai meri chaahein nayi nayi meri nazar hai
haan nayi nayi meri nazar hai
(tere nain hai nirale, madeera ke jaise pyale
sambhle na dil sambhaale, ab koi kya kahe) - 2
 
dil chahe ke leke sitaare haar bana loon main
chand ho mere been diya
saagar ki saari lehrein aaja mein saja loon main
jaane kyun chahe yeh jiya
koi samjhe toh samjhe deewane mujhko hai parwah kya
main jaane toh bas itna hi jaanu
dil dhundhta hai raah kya oo dil dhundhta hai raah kya
(tu hai kaise rang laayi, kaisi tarang laayi
kaisi umang laayi, ab koi kya kahe) - 2
main chali toh jhum uthi zindagi main chali toh jaag uthi roshni
mausam naya, nayi nayi hawaein hain main hoon nayi, nayi meri adaayein hain





No comments:

Post a Comment